Hallelujah - 6
Paak Yehowah Mujhe Maaf Kerta Hai
Lahu Yeshu Ka Mujhe Saaf Kerta Hai
Hallelujha - 6
Wo Jo Be-Aib Tha Wo Aib Mere Legaya
Apne Lahu Se Wo Nazaat Mujhe De Gaya - 2
Kaun Kerta Hai Itna - 2
Pyaar Jo Yeshu Ne Kiya
Hallelujha - 6
Yeshu Ka Kamaal Hai Yehowah Ka Jalaal Hai
Meri Takat Hai Yeshu Yeshu Meri Dhaal Hai - 2
Maine Bus Itna Kiya - 2
Uska Ikraar Kiya
Hallelujha - 6
Dil Me Basaya Use Ruh Me Basa Liya
Yeshu Masih Ne Mujhe Apna Bana Liya - 2
Aane Wala Hai Jald - 2
Lene Mujhe Mera Piya
Hallelujha - 6
No comments:
Post a Comment