Charni Main Paida Hua Aaj Yesu Paida Hua
Paida Hua Paida Hua, Aaj Yesu Paida Hua  Â
Paida Hua Paida Hua, Aaj Yesu Paida Hua  Â
Geet Farishtoon Nay Jab GayiÂ
Dar Gai Jungle Main Charwahay
Chamka Ajab Noor Tha
Aaj Yesu Paida Hua  Â
Betlham Main Majusi Aayay
Soona Luban Mur Sath Apnay Layee
Tara Bana Rahnuma
Aaj Yesu Paida Hua Â
Soona Luban Mur Sath Apnay Layee
Tara Bana Rahnuma
Aaj Yesu Paida Hua Â
Ham Shad Ho Ka Khushian Manain
Gana Masi Ka Jhoom Ka Guyain
Sur Say Surron Ko Milain
Aaj Yesu Paida Hua
Gana Masi Ka Jhoom Ka Guyain
Sur Say Surron Ko Milain
Aaj Yesu Paida Hua
No comments:
Post a Comment