Binti Sunne Vale
Mere Aashu Niharne Wale
Changai Dene Wale
Stuti Ho Yeshu Raja
Tuzse Hoga,
Sab Kuch Hoga
Ye
Vachan Kafi Hai – Tera
Karuna Nidhi Taran
Hare
Chamatkar
Karne Hare
Sada Chamatkar
Karne Hare
Ye
Bolkar Kiya Shifa –
Swami Ye Bolkar
Kiya Shifa
 Krush Ke Dwara
Utha
Liya Tune – Yeshu
Â
No comments:
Post a Comment